Personality and character Development
Presented by: Rahul Singh Kanawat
NCC no. : RJ/22/SD/206268
Unit : 7Raj NCC(COY) JAIPUR
Personality development main aapki qualities ke sath-sath skills aur attitude include hota hai. Ye hamare character aur behavior main aham bhumika nibhate hai.
Apni personality ko prabhavi dhang se nikharane ke liye yah jaruri hai ki ham un baato ko samajhe , jo hamari personality ko nikharane ka kam karati hai.
Personality development ek ensan ko behavior lakshyan ke aadhar par dusare ensan se aalag karti hai.
Personality
Daily life main positive Personality ke karak important hote hai. Kuchh log anya logo main sympathy aur support ki bhawana utpan karate hai. Some people stress ki situation main bhi sahanshil bane rahate hai.
- рдПрдирд╕реАрд╕реА рдХреА рд╕реНрдерд╛рдкрдирд╛ / рднрд╛рд░рдд рдореЗрдВ рдПрдирд╕реАрд╕реА рдмрдирд╛рдиреЗ рдХрд╛ рдХрд╛рд░рдг - Click Here
- рдПрдирд╕реАрд╕реА рдореЗрдВ рд╣реЛрдиреЗ рд╡рд╛рд▓реА рдЧрддрд┐рд╡рд┐рдзрд┐рдпрд╛ / рдкрдврд╛рдИ -Click Here
- рдПрдирд╕реАрд╕реА рдХреЗ рдлрд╛рдпрджреЗ-Click Here
- рдПрдирд╕реАрд╕реА рдХрд╛ рдЙрджреНрджреЗрд╢реНрдп / рд▓рдХреНрд╖реНрдп Click Here
- рдПрдирд╕реАрд╕реА рдХрд╛ рд╕рдВрдЧрдарди рдФрд░ рдПрдирд╕реАрд╕реА рд╕реНрдЯрд╛рдл - Click Here
- рдПрдирд╕реАрд╕реА рдореЗрдВ 17 рдбрд╛рдпрд░реЗрдХреНрдЯрд░реЗрдЯ / рдирд┐рджреЗрд╢рд╛рд▓рдп -Click Here
Character
Ek good character wala vyakti anya logo se kai guno main utkrasht hota hai. Ek achchhe character wale logo main ye gun hote hai- knowledge, behavior-skills, self depand, helpful, courage, self confidence, judgement, responsible, totality.
Q. How to development of personality?
Ans. Personality development ke liye daily life main hone wali habit main sudhar karke personality ko behatar bana sakate hai.
Ek vyakti ko apni personality main Jin guno ka vikas karana chahiye , vah hai-
- Judgement
- Cheerfulness
- Trustworthiness
- Justification
- Conviction
- positivity
- Leadership skill
- Communication skills
- Physical ability
Useful tips for personality development
- Apni buri aadato ki suchi banaye aur unase chhutakara pane ka prayas kare.
- Sabaki baate vinamrata se sune, chahe vah aapko interesting na bhi lage.
- Vartalap ke time keval apne baare main hi na bolate rahe.
- Apni har hone par bhi manobal uncha rakhe aur jeetane par ghamand na kare .
- Sabhi se achchhe relation banaye kisi se relation na bigade
- Apne thoughts aur aacharan positive rakhe.
- Mentaly strong rahe.
- Physicaly fit rahe.
- Happy raho aur dusaro ko bhi happy rakhe.
- Read good book, news dekhe, communication skills ka bhi vikas kare.
- Sunane, samajhane aur smaran ki ability ka vikas kare.
Character development
Ek good character ke liye en baato ka dhyan rakhe -
- Taking Initiative
- To show courage
- Certainty
- Enthusiasm
- Morality
- Loyalty
- Fairness
- Patriotism
- Devotion to duty
- Totality
- Discipline
- Humility and empathy
Personality and character ke development main NCC ki bhoomika -
- Drill
- Camps
- Competitions
- Sports and adventure activities
Comments
Post a Comment