NCC KE BAARE ME KUCHH IMPORTANT POINTS NCC FULL FORM – NATONAL CADET CORPS Adhikatar yuva school aur college ke students apne syllabus ka addhyan krne ke sath-sath NCC me sammilit hote hai. NCC me sammilit hone ke sath cated apna kimati samaya ek important aim ke liye dete hai . NCC ki activitives keval enjoy ke liye hi nahi balki yah behatar person aur behatar samaj ke vikas ke liye hai. NCC prashikshan me diya gya samaya kabhi bhi waste nhi jata hai balki yah desh aur samaj ke liye behatar dhang se use hota hai. NCC desh-seva hai. NCC na keval aapko jivan me ek discipline aur responsible person banata hai balki yah aapke charitra ke guno ka bhi vikas karata hai. Esme shareerik , shastra , kshaitra aur yuddha kala , self defence, and sahasik prashikshan ke sath-sath cadet ko apne jivan me kisi bhi paristhitiyo aur chunotiyo ka samna karne ke liye majbut aur poorn saksham banane ka prashikshan diya jata hai. Cadet ko apni study ke sath – sath kuchh samay NCC
Comments
Post a Comment