Ncc ke baare me some points & Ncc hand book

NCC KE BAARE ME KUCHH IMPORTANT POINTS NCC FULL FORM β NATONAL CADET CORPS ο Adhikatar yuva school aur college ke students apne syllabus ka addhyan krne ke sath-sath NCC me sammilit hote hai. ο NCC me sammilit hone ke sath cated apna kimati samaya ek important aim ke liye dete hai . ο NCC ki activitives keval enjoy ke liye hi nahi balki yah behatar person aur behatar samaj ke vikas ke liye hai. ο NCC prashikshan me diya gya samaya kabhi bhi waste nhi jata hai balki yah desh aur samaj ke liye behatar dhang se use hota hai. ο NCC desh-seva hai. ο NCC na keval aapko jivan me ek discipline aur responsible person banata hai balki yah aapke charitra ke guno ka bhi vikas karata hai. ο Esme shareerik , shastra , kshaitra aur yuddha kala , self defence, and sahasik prashikshan ke sath-sath cadet ko apne jivan me kisi bhi paristhitiyo aur chunotiyo ka samna karne ke liye majbut aur poorn saksham banane ka prashikshan diya jata hai. Cadet ko apni...