Ncc ke baare me some points & Ncc hand book
NCC KE BAARE ME KUCHH IMPORTANT POINTS
NCC FULL FORM – NATONAL CADET CORPS Adhikatar yuva school aur college ke students apne syllabus ka addhyan krne ke sath-sath NCC me sammilit hote hai.
NCC me sammilit hone ke sath cated apna kimati samaya ek important aim ke liye dete hai .
NCC ki activitives keval enjoy ke liye hi nahi balki yah behatar person aur behatar samaj ke vikas ke liye hai.
NCC prashikshan me diya gya samaya kabhi bhi waste nhi jata hai balki yah desh aur samaj ke liye behatar dhang se use hota hai.
NCC desh-seva hai.
NCC na keval aapko jivan me ek discipline aur responsible person banata hai balki yah aapke charitra ke guno ka bhi vikas karata hai.
Esme shareerik , shastra , kshaitra aur yuddha kala , self defence, and sahasik prashikshan ke sath-sath cadet ko apne jivan me kisi bhi paristhitiyo aur chunotiyo ka samna karne ke liye majbut aur poorn saksham banane ka prashikshan diya jata hai.
Cadet ko apni study ke sath – sath kuchh samay NCC ko bhi dena padata hai.
NCC HAND BOOK
Yah book cadet ko NCC se related sbahi topics saral language me provided karvati hai. Pratyek NCC cadet ka yah sapna hota hai ki vah defence service me bharti ho esliya es book me cadet ka sahi margdarshan ke aim se defence services me apna carrier, ssb , leader ship etc guno ko shamil kiya gya hai.
Yah book cadet ko ek best cadet , future me ek best soldier,best officer aur Bharat ka ek acchha nagaric banane me puri madad karegi.
NCC CADET KE LIYE CARRIER GUIDS
Exam guide book es prakar se hai ----
I. National defence academy and naval academy exam guide
II. Combined defence service [CDS]
III. Military school exam guide
IV. Indian coast guard domestic branch recruitment exam guide
V. Indian navi sailor [SSR&AA] recruitment exam guide
VI. Indian navi artificer apprentice recruitment exam guide
VII. Indian navi dockyard apprentice recruitment exam guide
VIII. Indian army – soldier general duty exam guide
IX. Indian army – soldier technical trade recruitment exam guide
X. Indian army nursing assistance recruitment exam guide
XI. Indian army soldier clerk
XII. Indian army religion teacher
XIII. Indian air force group x& y trades
XIV. Indian air forces MTS others group
XV. CRPF - constable exam guide
XVI. RPF\RPSF –constable exam guide
XVII. Security assistance exam guide
XVIII. Assistance central intelligent officer exam guide
XIX. SSB-constable tradsman exam guide
XX. IBP- ASI steno \head constable exam guide
XXI. SSB - head constable recruitment exam guide
Jai Hind !
Esme aapko ncc se related some points , ncc hand book aur exam guide book ke baare me bataya gya hai.
ReplyDeleteI hope ki aapko yah post pasand aayi hogi.
Jai Hind!