Map Reading
Map
Jamin ke upper banee natural aur banavati aakratiyo ko kisi scale dvara kagaj ya kapade par darshane ki karavai ko , Map kahate hai.
- Own position nikalane main madad karata hai.
- Bhumi par shatru ki position malum karane main madad karata hai.
- Ek sthan se dusare sthan ki duri aur direction malum karane main madad karata hain.
Type of Map
- Landform map
- Geographic map
- Political map
- Historical Map
- Statistic map
- Economic Map
- Military Map
Sarve of India, jo ki Deharadun main sthit hai, Map banati hai.
Scale
Jo jamini details ke ratio ko map par kam karake dikhata hai, scale kahalata hai.
Sainik map
2cm = 1km
Conventional sign
Jamin ke upper bane prakratik aur kratrim aakratiyo ko Jin sign ki madad se map ke upper darshate hai, use conventional sign kahate hai.
Two type
1. Sainya conventional sign
2. Shastra conventional sign
Conventional signs ki size = 4x4 mm
Ek section - .
Ek platoon - ...
Company - I
Battalian - II
Briged - X
Division - XX
Corp - XXX
Command - XXXX
Army head quarter (army group) - XXXXX
Compass
Yah ek dibia aakar jesa yantra hota hai jisaki madad se ham north disha malum karate hai.
Two types
1. Liquid compass - alcohol + glisaril
2. Dry compass
Army main use hone wala compas = Liquid prismatic compass mark III A
Use of compass
1. North disha malum karane main .
2. Jamin par degree ya bearing padh sakte hai.
3. Own position nikalane main.
4. Scale ka kam karata hai.
Parts of compass
- Notch
- Tongue
- Lid
- Luminous strip
- Hair line
- Window
- Hinge
- Clamping screw
- Dial
- Direction mark
- Lubber line
- Arrow head
- Stop stud
- Ring
- Prism case
- Eye hall
- Thumb ring
- Pivot
service protector
Yah plastic ya wood ka bana hota hai.
Esaki madad se map ke upper bearing padha jata hai.
Esaki madad se map ke upper 6 inches ki lime khinch sakte hai.
Yah 6 inches lamba aur 2 inch choda hota hai.
Types of service protector
1. Reticulam
2. Circular
3. Semi circular
Navigation party
Night ke samaya march karane wale sainya dal ko navigation party kahate hai.
Navigation party ka structure
1. Guide - bright stick and compass Lekar sabse aage chalati hai.
2. Helping guide - pith par white kapade bandh kar , gaharai napane wali stick lekar desare sthan par chalati hai.
3. Recorder - yah other set compass aur jeb main kankad lekar chalata hai.
4. Scouts - yah sabse last main chalati hai.
enhe bhi dekhe -
JAI HIND !
Comments
Post a Comment